Get Free Competition Exam Notes and Jobs Detail by Email. Submit Your Email Address by filling below form

                Name :      Email :     

Sunday

Patwar Exam 2011(Rajasthan) Solved Paper

Patwar Exam (Rajasthan Revenue Bord) 2011 Held on Date 25 September 2011 Solved Paper Objective Type General knowledge ( Solved Question Paper is based on memory)


1. Rajasthan Ki Sabse Lambi Nadi :      Banash Nadi
2. " Khuman Rasho " K Lekhak     :       Dalpat Vijay
3. Rajasthan Ka Sabse Chota Sambhag :   Bharatpur
4. Rajasthan Ka Kanpur                        :    Bhilwada
5. Rajasthan Mai Sabse Jyada Pai Jane Wali Janjati :   Meena
6. Rajasthan Ka Aikikarn Karne Mai Yogdan :   Sardar Vallabh Bhai Patel
7. Rajasthan Ka Aikikaran Kab Hua :            1 Navambar 1956
8. Rajya Mantri-Mandal Ka Mukhiya  :          Mukya-Mantri

9. Nayab-Tehsildar Kiske Adhin Karya Karta hai :  Tehsildar K
10. Rajasthan Ka Sabse Aadra-Jilla :             Jhalawad
11. Samp-Sabha K Sansthapak Kon The :     Govind Guru
12. Sanvidhan mai Sang Ki Prena :    Bharat Shasan Adhiniyam 1935
13. Sanvidhan Mai Niti-Nideshak Tatvo Kaha Se Liye Gaye : Aayerland K Sanvidhan Se
14. Rajasthan Ka Sabse Pahla Sangathit Kishan Aandolan : Bijoliya Ka Kishan Aandolan
15. Rajasthan Ka Khula-Visv-Vidhyalay :  Kota
16. " Cabinate " ka Hindi Artha :   Mantri-Mandal
17. "Gajattee" Ka hindi Artha :  Raj-Patra
18. " Council" Ka Hindi Artha : Parisad
19. "Anticipatory" Ka Hindi Artha : Aapratiyasit
20. Rajasthan Ka Siha-Dwar : Alwar
21. Rajasthan K Dkhshin Mai Stith Rajya : Gujrat
22. Katriyasar (Bikaner) Mai Kis Sampraday Ki Pith Hai : Jasnaathi Sampraday
23. Kon Adhunik Sahityakaro Mai Sammlit Nahi Hai :  Chandarvardai
24. Sersah Kis K Virudh Yudh Karne K Liye Rajasthan Aaya Tha : MalDev K Virudh
25. Rastriy Bhasa Aayog Ki Sthapna Kab Hui : 1956


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...